Aik sardar dost ke ghar se utha, apne ghar jaane ke liye.
Baahir nikla to shadeed barish thi.
.
Dost: ”Aaj mere ghar hi reh jao, baahir barish bohat hai. Main tumhara bistra laga daita hoon.”
.
Sardar: ”Ok.”
.
Dost ne bistar lagaya aur daikha ke sardar gayab hai. Ghante baad sardar bheegta, kanpta huwa aaya.
.
Dost: ”Sardarji, kahan gaye thay?”
Sardar: ”Oh ji, main zara ghar batane gaya tha ke main aaj nahi aaon ga!
(Visited 33 times, 1 visits today)