جس کے ہمراہ چلا تھا سارا زمانہ یارو کسے اُمید تھی وہ شخص بھی تنہا ہو گا
Read More »Zaruri To Nahi
Zaruri To Nahi Jo Shayari Kary Usy Ishq Ho., Dost Bhi to Kuch Zakham Be’MisaaL Dia Karte Hain
Read More »Mulaqaatain
Mulaqaatain Musalsal Hon To Dil-Chasspi Nahi Rehti, Bary Dil-Chassp Hote Hain Yeh Be-Tarteeb Yaaraanay!
Read More »Tumhari dosti ke dekh kar sab rashk karte hain
Tumhari dosti ke dekh kar sab rashk karte hain, Jo bas chalta to dunya cheeen leti zindagi meri..
Read More »Kisi se kya gila karna
Kisi se kya gila karna yeh dostoor-e-zamana hai, Naye jab dost miltay hain puraanay bhool jatay hain..
Read More »Kya jaaniye kab kon
Kya jaaniye kab kon nishaana banaye mujhe, Dartaa hoon ke dunyaa main mere yaar bohat hain..
Read More »Mujhe lamhaa bhar ki
Mujhe lamhaa bhar ki dostiyaa’n ab aur bhi sataayen gi, Meri umar bhar ki jo pyaas thi, wohi log mujhse bichar gaye..
Read More »Zamaana dost hai
Zamaana dost hai sara kis kis ko yad rakho ge, Khudaa karey ke tumhe mujhse dushmani ho jaye..
Read More »Taaza mangain hain fasaaney hum se
Taaza mangain hain fasaaney hum se, Jab milain hain dost puraaney hum se..
Read More »Doston se iss qadar sadmey uthaaye jaan per
Doston se iss qadar sadmey uthaaye jaan per, Dil se dushman ki dushmani ka gilaa jata raha..
Read More »