جو تم نے ٹھان ہی لی ہے ہمارے دل سے نکلو گے تو اتنا جان لو پیارے سمندر سامنے ہوگا اگر ساحل سے نکلو گے ستارے جن کی آنکھوں نے ہمیں اِک ساتھ دیکھا تھا، گواہی دینے آئیں گے پُرانے ...
Read More »Ho sake to karo khud main kashish paida.
Ho sake to karo khud main kashish paida. Har kisi ko hasrat se dekha nhi karte …. Har shakhs nhi hota har shakhs k qabil. Har kisi ko apne liye parkha nhi karte ….. Mujh ko ...
Read More »Mohabbat Rog Hay Jaana
Mohabbat Rog Hay Jaana Ajab Sanjog Hay Jaana Yeh Kaisa Jog Hay Jaana Baray Borhay Btatay Thy Kayi Qissay Sunatay Thy Magar Hum Mantay Kab Thy ...
Read More »Kyoun Bhool Gaye Hum Ko Rishta To Purana Tha.
Kyoun Bhool Gaye Hum Ko Rishta To Purana Tha. Aik Yeh Bhi Zamana Hai Aik Woh Bhi Zamana Tha. Rangeen Fizayein Thi Shokh Adayein Thi. Jazbon Ki Jawani Thi Mosam Bhi Sohana Tha. Seene Se Lagaya Tha Ankhon ...
Read More »Judaai k Mosam main
Judaai k Mosam main, Utarti Shaam se Pehly, Meri Yakh-Basta Aankhon main, Khaamoshi Raqs karti hai, To Usski Yaad ki Payal, Yoon Mery Kaan main Aa kar, Mussalsal Chanchhanati hai, To Phir Yak-Dam Khaamoshi ka, “Tassalsul” ...
Read More »Chalo Tum Chor Do Mujh Ko
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Laut Jata Hun, Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Houn, Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do, K Wapis Kiss Taraf Joun Kahan Se Sath ...
Read More »Mein Cigrette Ko Hatheli Par
Mein Cigrette Ko Hatheli Par Ulat Kar Khali Karta Hoon Phir Us Mein Daal Kr Yaadein Tumhari Khoob Malta Hoon Zara Sa Gham Milata Hoon Hatheli Ko Ghumata Hoon Basa Kr Tujh Ko Saanson Mein Mein Phir ...
Read More »Hawa thami thi zarur lekin
Hawa thami thi zarur lekin, Wo shaam jesay sisak rhi thi, K zard patton ko aandhiyon ne, Ajeeb Qisa suna diya tha, K jis ko sun kr tamam patay, Sisak rahy thay Bilak rahy thay, ...
Read More »Tumhara khat mila Jana
Tumhara khat mila Jana! Wo jis mein tum ne poocha hai, K ab haalaat kaise hain? Mere din raat kaise hain? Mehrbani tumhari hai! K tum ne is tarah mujh se, Mere haalaat pooche ...
Read More »Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya
Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya Wo shakhs ek shaam mein kitna badal gaya Kuch din to mera aks raha aaii’ne pe naqsh Phir yun huaa, ke khud mera chehra badal gaya Jab apne apne haal ...
Read More »