Yaadain jaag jati hyn
Barishon k mausam main
Har ghari satati hyn
Barishon k mausam main
Shaam bhi kisi surat
Chain se nahi katti
Subhain bhi satati hyn
Barishon k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhein bheeg jati hyn
Baarishon k mausam main
(Visited 47 times, 1 visits today)